1. Desi Ghee khaaya kar. Shareer ko kuch toh lagega.
2. Haye! Kitni sookh rahi hai. Ekdum haddi ho rahi hai.
3.Ye itni toh bacchi lagti hai. Isse shaadi kaun karega?
4. Abhi se dieting karoge toh shaadi ke baad bacche karne mein pareshani hogi
5. Bahar ka khaaoge toh yahi hoga.
6. Tumhe koi beemari toh nahi?
ADVERTISEMENT
7. Iske pet Mein keede ho sakte hai
8. Tu itna khati hai, jaata kahan hai?
9. Ghar ka khaana khaaya kar. Ye Maggie shaagi chod de!
10. Ise toh aandhi uda ke le jaye.
11. Are you under weight?
12. Dieting karna chod do!
13. Sookh sookh ke gayab ho jayegi kisi din.
14. Whenever you get sick: Aur kar le dieting.
15. Beta, kuch khaate peete nahi?
16. Apni diet Mein abb ek roti badha de
Are these any other dialogues that you get to hear from your parents everyday just because you are skinny and you haven’t gained any weight or because they think / have “assumed” that you are dieting or what they call it “starving”?
Then tell us in the comment section below.